
Teri batoon mein Main voh sapna dhundhta hun,
Jo tha na kabhie mera Voh apna dhundhta hun,
miljaye mujhe sara jahan Bahon mein jiske,
aise he kise hasina ka Thikana dhundhat hun!!!
Jahan dekha, jahannum dekha;
Jannat dikhi mujhe jab tera chehra dekha!!!
Unse yeh nazar kuch is tarah mili,
ke main khuda se shikayat kar baitha,
ke kyun aye zaleem in ankhon ka nasha ,
pehle kabhie mujhe hona nahin diya!!!
